Home/Features/Bina internet + online backup

Online backup

Net gaya? Kaam nahi rukega.

Entry phone mein save hoti hai. Net aate hi online chali jaati hai aur owner ke phone pe aa jaati hai.

Bina internet + online backup
Bina internet + online backup
Fayda

Isse aapko kya fayda

Bina net ke entry

Pump pe signal kamzor? Koi baat nahi — sab phone mein save.

Apne aap sync

Net aate hi upload. Staff ki entry owner ke phone pe kuch second mein.

Phone kho gaya?

Naye phone pe apne number se login — sab data wapas.

Double entry nahi

Do log ek hi shift bhar dein to bhi ek hi hisaab banta hai — nayi entry maani jaati hai.

Step by step

Kaise pata chale

1

Cloud icon dekho

Hara = sab online save. Orange = kuch baaki. Laal = abhi net nahi.

Cloud icon dekho
2

Sync now

Turant bhejna ho to "Sync now" dabao.

Free demo

Apne pump ke saath samjhiye

Call ya WhatsApp kariye. Hum aapke tank, nozzle aur shift daal ke dikhayenge ki roz ka hisaab kaise apne aap banta hai.

+91 78418 53298